Happy Rainy Evening
A barish zara tham k bars, Jab mera yar aa jaye to pir jam k bars
Pehlay na bars k wo aa na sakay Pir itna bars k wo ja na sakay.
“Happy rainy evening“
A barish zara tham k bars, Jab mera yar aa jaye to pir jam k bars
Pehlay na bars k wo aa na sakay Pir itna bars k wo ja na sakay.
“Happy rainy evening“
Is mosam nay mujhay shaira bna diya
btao kaisa hai mera shair
Yeh mosam e bahar aur yeh tanhayi ka alam
lagta hai yeh hamain barbaad kr k chorrain gay
Barasta sawan or us may teri yadon ki rim jhim,
Kia haal biyan krun
main iss bedard mosam ka
Ye rimjim, ye barish, ye awargi ka mosam,
Hm tery shehr mein hoty to tery pas chaly aaty .
Kya Pta Na DeKh Paun KAL Ka SuraJ ‘DoSto’
Ho SaKta Hai KAL Sara Din Barish Rahy.!
(Har WaQt Emotional Hony Ki Zrurt Nai:
Tumhein BARISH Pasand Hai Mujhe Barish Mein TUM
Tumhein Hansna Pasand Hai Mujhe Hanstay Huway TUM
Tumhein Hum Se Baat Karna Pasand Hai Mujhe Boltay Huway TUM
Tumhein Sab Kuch Pasand Hai Or MUJHE Bas TUM
Is Baarish Kay Musam Main Ajeeb Si Kashish Hai
Na Chahtay Howay Bhi Koi Shidat Say Yaad Aata Hai
Ay Badal Tou Aj Keyun Baras Raha Hay
February tou Taaras k Guzar Gya Teri ek ek Bh0nd k Liye.