Hindi | Urdu | English | Sms | Quotes | Messages | Sayings | Wishes | Greetings


Advertisement

A silent msg from ” QURAAN PAK “

Saari duniya main taqseem tum apna waqt karte ho,
Sirf mere liye tum ko koi Lamha nahi milta…?
A silent msg from
QURAAN PAK


Najaiz maal Harrapp karna

Quran e Hakeem main mut’addad
Muqamaat par Najaiz maal Harrapp karny say roka gya hai,Allah taala Irshaad farmata hai:

“Or Aapus main Aik dosray ka maal Na Haq na khao”.<Parah:2,Al-Baqraa188/ Parah:5,An Nisaa:29>

Aik jaga farmaya:

“Wo jo Yateemun ka maal Na haq khatay hain wo to apnay paitun main niri Aaagg bhartay hain”Para:4,An Nisaa:10>0 mints n ur time start now.

Here Is Collection Of

  • hadees about najaiz
  • NA HAQ MAAL KHANA HADEES

Quran parhiye

Quran parhiye chahe din mein 1 safa he sahi. Saal mein 2 dafa quran khatam kerna quran ka haq hai.

Quran parhne ki aadat daliye take shetan kamzoar ho jae itna kamzoar ke 1 din aesa ae ke wo uth bhi na sake.

Aur kia aap jante hain ke jab aap is msg ko forward karne ka irada karain gae to shetan aap ke irade ko kamzoar karne ki koshish kare ga magar aap apne irade ko mazbot banaiye.


Quran me 4 msjdon k Nam

Quran me 4 msjdon k Nam
1.msjid u HARAM
2.msjid u AQSA
3.msjid u QUBA
4.msjid u ZARAR
Quran me 3 shehron k Nam
1.MAKKA
2.MDINA
3.BA_BUL
Quran me 4 paharon k Nam
1.KOHE TOR
2.JODI
3.SAFA
4.MARWA
Quran me 4 dhato’on k Nam
1.SONA
2.CHANDI
3.TAM_BA
4.LOHA
Quran me 4 sabzyun k Nam
1.PIYAZ
2.LEHSAN
3.KAK_RI
4.SAAG
Quran me 3 Darkhton k Nam
1.KHAJOR
2.ZAITON
3.BERI
Quran me 4 parindun k Nam
1.HOD HOD
2.ABA_BEL
3.KAWA
4.TE_TAR

Share this beautiful  msg 2 all.


Aaab e Kosarr

<Aaab e Kosarr>
Dunya main Khassaara ki kai Qismain hain Lakin Allah Taala kay Nazdeek Khassaara <Nuqsaan> yeah hai Jis ko Allah Taala nay Quran e Majeed main zikar kia hai:
“Aye Mahboob Ap Farma dain kay Bit-Tahqeeq Khassaara panay walay wo log hain jinhun nay Apnay ko or Apnay Ehl-o-Ayaal ko Qiyamat kay din Khassaaray main rakha (Jannat say Mahroom kar dia).Kaan Khol kar sun lo yahee khula or bohat bara Khassaara hai”.


What is “QURAN”

*What is”QURAN“*

“Allah ki kitab”Jo poori dunya ki sardar

“Kitab ko Laane Wala”JIBRAIL”(A.S)  jo”Farishton” ka Sardar,

“Jis par utra wo
Nabiyon ka sardar
“MOHAMMAD”
(S.A.W.W)

“jis “Ummat” par
Utra wo ummaton ki sardar,
Musalman

“Jis shehar mai
Utra wo”shahron”
k sardar
“MAKKAH, MADINA”
Ye shan Allah ne Quran ki rkhi h
“SUBHAN-ALLAH”


Hazrat Ali Quotes

Quran:
Aay iman walo.!
Agar koi BadKirdar Tumharay pas koi khabar laye to Tehqeeq kr lia karo
(Surah Al-Hujrat, Ayat #6, Para #26)
Aaj Kal Hazrat Ali Rz.A k Aqwaal Bhejay ja Rahay hain,
Ye Kitab Mustanad Nahi hay, Sahaba Rz.A k Wo Aqwal Tasdeeq k baad Bhejain Jin ki Sanad Sahi ho aor Mukammal Hawala b sath ho,
Mangharat aor Poray Hawalay k Baghair Sahaba k Aqwal Mat bhejain Warna Aap GunahGar hon Gay

Here Is Collection Of

  • hazrat ali sms
  • Hazrat ali kals

Suraha e Mulk

“Ay Bande Agar Kabhi Raat Ko Teri Aankh Khule
or Tu Phir Soo Jaye
To Tu Ne Mujh se Be-wafai Ki
or Agar Teri Aankh Khule
or Tu Ne Wazu Kiya
or Meri Ibadat Ki
Tu Ne Manga
or Main ne Qabool Na Kiya To Main ne Tujh se Be-wafai Ki
or Main Aisa Nahi Karta!

Suraha~e~Mulk

Here Is Collection Of

  • aye bande agar kabhi raat
  • ay bande agar kabhi raat ko teri aankh khule or tu phir soo jaye to tu ne mujh se be-wafai ki

Advertisement

Page 1 of 212